|
HTML clipboard
जो रहते हैं दिल में,
वो जुदा नही होते
कुछ भाव लफ्जों में,
बयां नहीं होते।
एक हसरत है,
उन्हें मनाने की
वो इतने अच्छे हैं,
कि खफा नही होते।
Ummido ki shama dil me mat jalana,
is jahan se alag duniya mat basana,
aaj bas mood me tha to SMS kar diya,
par roj intezar me palke mat bichana!
Is kadar hum yaar ko manane nikle,
uski chahat ke hum deewane nikle, jab bhi use dil ka haal batana chaha,
to uske hothon se waqt na hone ke bahane nikle...
Aapki muskan hamari kamjori hai,
Keh na pana hamari majburi hai,
Aap kyon nahin samajhte is khamoshi ko,
Kya khamoshi ko zuban dena jaruri hai?
..shayari sms, hindi shayari sms,
sad shayari sms, shayari messages..
Tum nahi aaoge phir bhi rahta hai
intzaar
Kabhi kabhi baith jati hoon kar ke shringaar
Tumhara bhi khana laga deti hoon aksar mez per
Aur darwaze per daur kar jati hoon baar baar!
Agar bhoole se bhi kabhi hamari
yaad aati ho
Aur tan badan mein ek siharan si daur jati ho
Mere yaar mere dil ke malik, pass chale aana
Agar sooni sooni raten tumhe bahut satati ho
Waise akele hi aaye hain aur akele
hi jana hai
Kaisa bhi ho bandhan ek din to toot jana hai
Koi kitna bhi rahe pass ya kitna bhi rahe door
Sukh dukh ka jalwa apne hi mann ka afasana hai!
..shayari sms, hindi shayari sms,
sad shayari sms, shayari messages..
Rishta banaya hai to nibhayenge,
Har pal aapko hasayenge-satayenge,
Pata hai aapko to fursat nahi yaad karne ki,
Hum hi msg kr-kr ke apni yaad dilayenge.
MEHFIL NA SAHI TANHAI TO MILTI HAI....
MILNA NA SAHI JUDAII TO MILTI HAI....
KAUN KEHTA HAI PYAAR ME KUCH NAHI MILTA....
WAFA NA SAHI BE-WAFAII TO MILTI HAI
Har rat hum tumhe yaad karte kiya
hai,
sitaro me tumhe dekha karte hai,
lekin hamare khwabo me mat aana tum
kyuki hum bhoot se dara karte hai
..shayari sms, hindi shayari sms,
sad shayari sms, shayari messages..
Aarzoo jhooth hai, Aarzoo ka fareb
khana nahi ..
Khush jo rahna ho zindagi me tumhe.. Dil kabhi kisi se lagana nahi!
Woh nadiyan nahi aansu they mere,
jinpar woh kashti chalate rahe.
Manzil mile unhein yeh chahat thi meri, isliye hum aansu bahate rahe
Is kadar hum yaar ko manane nikle,
uski chahat ke hum deewane nikle, jab bhi use dil ka haal batana chaha,
to uske hothon se waqt na hone ke bahane nikle...
..shayari sms, hindi shayari sms,
sad shayari sms, shayari messages..
Aansuo ke girne ki aahat nahi hoti,
Dil ke tootne ki awaaz nahi hoti, Agar hota khuda ko ehsaas dard ka,
to use dard dene ki Aadat nahi hoti..
..shayari sms, hindi shayari sms,
sad shayari sms, shayari messages..
Tujhe bhoolkar bhi na bhool
payenge hum, Bas yahi ek wada nibha payenge hum.
Mita denge khud ko bhi jahan se lekin, Tera naam dil se na mita
payenge hum
1
2
3 4 5 6 7
next
|